bahut pyar karte..
bahot pyaar karate hain, tum ko sanam
kasam chaahe le lo, kasam chaahe le lo..
khudaa kee kasam bahut
humaaree gajal hain, tasawwoor tumhaaraa
tumhaare beenaa ab naa jeenaa gawaanraa
tumhe yoo hee chaahenge jab tak hain dam
saagar kee baahon me, mauje hain jitanee
hum ko bhee tum se, mohabbat hain utanee
ke ye bekaraaree naa ab hogee kam
bahot pyaar karate hain, tum ko sanam
kasam chaahe le lo, kasam chaahe le lo..
khudaa kee kasam bahut
humaaree gajal hain, tasawwoor tumhaaraa
tumhaare beenaa ab naa jeenaa gawaanraa
tumhe yoo hee chaahenge jab tak hain dam
saagar kee baahon me, mauje hain jitanee
hum ko bhee tum se, mohabbat hain utanee
ke ye bekaraaree naa ab hogee kam
dekha hai pahali baar..
dekha hai pahali baar saajan ki aankhon mein pyar
tab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar
ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dekha hai pehli baar
palkein jhukaun tujhe dil mein basaau
ab bin tere main to kahi chain na paau
tu mera jigar hai
tu meri nazar hai
tu meri aarazu tu mera hamsafar hai
dekha hai pehli baar
meri adaaye ye meri jawani
bas tere liye hai ye meri zindagani
tu meri gazal hai tu mera tarana
a teri dhadkanon pe likh du dil ka fasana
dekha hai pehli baar
dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyar
tab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar
dilbar tujhe milne ko kab se thi main bekarar
ab ja ke aaya mere bechain dil ko karar
dekha hai pehli baar
Jeeyen to jeeyen...
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Lagta nahin dil kahin bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Kaise kahoon bina tere zindagi ye kya hogi
Kaise kahoon bina tere zindagi ye kya hogi
Jaise koi saza koi badd-dua hogi
Jaise koi saza koi badd-dua hogi
Maine kiya hai ye faisla
Jeena nahin hai tere bina
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Lagta nahin dil kahin bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
mera dil bhi kitna pagal hi..
mera dil bhi kitna pagal hai ye pyar jo tum se karta hai - 2
par saamne jab tum aate ho, kuch bhi kehne se darta hai
o mere saajan, o mere saajan, saajan saajan, mere saajan
mera dil bhi kitna pagal hai
kitna isko samajhata hu, kitna isko behlata hu -2
naadaan hai kuch na samajhata hai, din raat ye aahen bharta hai
mera dil bhi kitna pagal hai
har pal mujhko tadpata hai, mujhe saari raat jagata hai -2
is baat ki tumko khabar nahi, ye sirf tumhi pe marta hai
mera dil bhi kitna pagal hai
tu shayar hai...
tu shayar hai main teri shayari
tu aashiq hai main teri aashiqui
tujhe milne ko dil karta hai o mere saajana
tu shayar hai
teri har nazm tera har geet hai yaad mujhe
jab tak saans chalegi na bhoolungi main to tujhe
tere bina jeena nahi kha ke kasam kehti hu
maine bina dekhe bina jaane tujhe dil de diya
tu dhadkan hai main teri zindagi
tu shayar hai
apni betaabi ka main kaise tujhase izahaar karu
kaise batalaau tujhe jaan-e-jaana kitna main pyar karu
lab pe koi naam nahi tere siva mere saajan
mere is dil pe tera hi nasha chha gaya
tu deewana main teri deewangi
tu shayar hai
tumse milne ki tamanna hai...
(tumse milne ki tamanna hai pyar ka irada hai aur ek wada hain jaanam) - 2
jo kabhi hum mile toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar - 2
tumse milne ki tamanna hai pyar ka irada hai aur ek wada hain jaanam
jo kabhi hum mile toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar - 2
tumse milne ki tamanna hai pyar ka irada hai aur ek wada hain jaanam
(main shayar nahi deewana nahi main aashiq nahi parwana nahi) - 2
mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar - 2
main ho gaya deewana - 2
ab jaane kya hoga jaan-e-jana
(tumse milne ki tamanna hai pyar ka irada hai aur ek wada hain jaanam) - 2
(kya pata phir kaha kab mulaakat howoh haseena se phir dil ki baat ho) - 2
uske jaisi haseen maine dekhi nahi - 2
rokega kya zamana maine dil mein hai thana
mujhko use hai abhi apna banana
(tumse milne ki tamanna hai pyar ka irada hai aur ek wada hain jaanam) - 2
jo kabhi hum mile
toh zamana dekhega apna pyar
o mere yaar - 2
tumse milne ki tamanna hai pyar ka irada hai aur ek wada hain jaanam
No comments:
Post a Comment