Sunta hai mera khuda...
(Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba) - 2
Ke zindagi tere liye, tere liye
Aur tu mere liye dil ki sada hai
Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba
Sajan sun tu bhi itna
Ke tu hai mera sapna
Tu hi to hai meri aarzoo
Sanam yeh baatein kaisi
Kahan meri kismat aisi
Ke ban jaaoon teri aarzoo
Kaho to main tere aage
Kamar peeche gajra daale
Doloon nasheeli chaal se
Ada haai aisi qaatil
Sahega to kaise yeh dil
Taras khaao mere haal pe
Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba
Ae sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba
Yeh zindagi tere liye, tere liye
Aur tu mere liye dil ki sada hai
Oh ho ho oh oh oh oh, oh ho ho oh oh oh oh
Oh oh oh oh ho ho ho, oh oh oh oh ho ho ho
Oh ho ho oh oh oh oh, oh ho ho oh oh oh oh
Yeh dil botein bhi dil hain
Yahan kaante sab gul hain
Yeh raste hain apne pyaar ke
Haai, kahoonga par main itna
Kadam dekhkar hi rakhna
Kahin koi thokar na lage
Jo mil gaye do dil aise
Judaa yeh phir honge kaise
Hamaari kahaani hai yehi
Mujhe bhi ab kya karna hai
Tujhi pe jeena marna hai
Ke ab zindagaani hai yehi
Kismat se tum humko...
(Kismat se tum humko mile ho Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge) - 2
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Kismat se tum humko mile ho Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Kya kahoon kaise lagte hai dil pe zulfon ke saaye
Koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye
Ya koi dil toofaan ka maara
Dard ki laheron mein aawaara
Koi pyaara pyaar ke saaye paa jaaye
Kismat se tum humko mile ho Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge, yeh sheesha phir se jodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Yun sharmaati yun ghabraati aise simti simtaayi
O mere baalam yunhi nahin main jaate jaate laut aayi hoon
Preet meri pehchaani tune
Meri kadr to jaani tune
Ab dil jaaga hosh mein chaahat ab aayi

Hamraahi jab ho mastaana...
Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan
Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan
(Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan) - 2
Yeh khumaar, yeh nasha, jawaan bekhudi
Ab na koi nagar, na koi gali
Din vahan, raat yahan
(Hamraahi jab ho mastaana Mauj mein ho dil deewaana Phir chalne waale rukte hain kahan) - 2
Dagmag chalna shaheron mein, baazaaron mein
Maheke maheke phirna gulzaaron mein
Hum dilwaale chanchal aise tauba
Halchal si pad jaaye dildaaron mein
Is masti mein sab chalta hai
Ab koi kya soch raha hai hum matwaale kya jaane
Arre hum matwaale kya jaane, hum matwaale kya jaane, yea yea yea
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan - 2
Chadhti jawaani teri meri
Mil jaane mein kaahe ki hai teri
Josh mein aake chal nikle hain hum yaara
Hone de dhadkan ki hera pheri
Pyaar ki rasmein phir sochenge
Theek hai kya aur galti kya hai hum matwaale kya jaane
Arre hum matwaale kya jaane, hum matwaale kya jaane, yea yea yea
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan
Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan - 3
ek hi tho bharosa...
Aa jaa ke kab milke rab se dua maange
Jeevan mein sukoon chaahe, chaahat mein vafa maange
Haalaat badalne main ab der na ho maalik
Jo de chuke phir yeh andher na ho maalik
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) - 2
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) - 2
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama
Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe insaan
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama
Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe insaan
Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa
Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye kahan
Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein
Nahin koi hamaara
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun leEeshwar ya allah hai daata
Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara
Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara
Inhe phir se yaad dila de sabak vohi pyaar ka
Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniya
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
Meri pukaar sun le
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
Hey eeshwar ya allah
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata
Meri pukaar sun le, meri pukaar sun le, meri pukaar sun le

Que sera sera sera..
Good evening ladies and gentlemen
(Naujawaanon, baat maano Kabhi kisise naa pyaar karna) - 2
(Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho) - 2
Pyaar zindagi, pyaar har khushi, Pyaar jisne paaya hai
Vohi dil phool jaisa khilaa
Pyaar galti hai, pyaar dhoka hai
Pyaar galti chaaya hai
Dekho phir naa karna gilaa
Oh, pyaar zindagi, pyaar har khushi, Pyaar jisne paaya hai
Vohi dil phool jaisa khilaa
Pyaar galti hai, pyaar dhoka hai
Pyaar galti chaaya hai
Dekho phir naa karna gilaa
Pyaar hi dhadkanon ki kahani hai Pyaar hai haseen daastan
Pyaar ashkon ki ___ nishaani hai
Pyaar mein hai chain kahan
Pyaar ki baat jisne naa maani hai Uski naa to zameen hai naa hai aasman
Naujawaanon, baat maano
Kabhi kisise naa pyaar karna
Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Oh, pyaar jaise hai purab paschim Pyaar hai uttar dakshin Yahan hai pyaar hi har dishaan
Pyaar rog hai, pyaar dard hai Pyaar tode dil ek din Yahi hai pyaar ka silsila
Pyaar se hi to rangeen jeevan hai Pyaar se hi dil hai jawaan
Pyaar kaaton ka jaise koi pann hai Pyaar se hi gham ka samaa
Pyaar se jaane kyoon tumko uljhan hai Pyaar to saari duniya pe hai maherabaan
Naujawaanon - 3
(Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho) - 2
Aaaa aaaa
Na na na na naujawaanon, na na na na, na na na na
Na na na na, na na na na...Naujawaanon
Na na na na na.....
Hey, que sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Hey, que sera sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Na na na na na.....
Pyaar - 13
Okay, okay, okay
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho - 2
Hey, que sera sera sera sera, jo bhi ho so ho
Hamein pyaar ka ho aasara, phir chaahe jo ho
Phir chaahe jo ho - 2
No comments:
Post a Comment