Wednesday, April 25, 2012

Dhadkan






Cast: Akshay Kumar, Suneel Shetty, Shilpa Shetty, Mahima Choudary

Music Director(s): Nadeem-Shravan
 
aksar iss duniya me..
Singers: Alka Yagnik
Lyricist(s): Sameer
 
hey hey eh hey hey eh hey eh hey.......
hey hey eh hey hey aa ha aa ha.........
(aksar iss duniya me anjane milte hain -2
anjanee raho me milke kho jate hain
lekin hamesha woh yad aate hain) - (2)
aksar iss duniya me.........

(aankho se bat hotee hai, dhadkan bhee sath hotee hai
koyee naa samjhe yeh ishk kee juban) - (2)
du ru ru ru ru ru.........
dhire dhire se woh dil me bas jate hain - (2)
choree choree se woh dil ko churate hain
phir ek din woh bichhad jate hain
aksar iss duniya me.........

(yeh dil toh pyar mange hai, saccha dildar mange hai
janey mohabbat mile kisse kaha) - (2)
du ru ru ru ru ru.........
jab aisee rato me divane milte hain - (2)
najre takratee hain, phir dil dhadakte hain
chahat ke afsane ban jate hain
aksar iss duniya me, duniya me, duniya me
anjane milte hain, milte hain, milte hain
anjanee raho me milke kho jate hain
lekin hamesha woh yad aate hain - (4)
han aksar iss duniya me
aah aah aah aah aah.........


dil ne yeh kaha hai dil se...
Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist(s): Sameer
 
dil ne yeh kaha hai dil se, mohabbat ho gayee hai tumse
dil ne yeh kaha hai dil se - (2)
mohabbat ho gayee hai tumse - (2)
meree jan mere dilbar, meraa aitbar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, tum bhee mujhse pyar karlo
dil ne yeh kaha hai dil se aa aa aa aa aa......
mohabbat ho gayee hai tumse aa aa aa aa aa.....
meree jan mere dilbar, meraa aitbar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, tum bhee mujhse pyar karlo
aa aa aa aa aa........ - (2)
dil ne yeh kaha hai dil se, mohabbat ho gayee hai tumse

(tum jo kehdo toh chand taro ko tod launga mai
inn hawao ko, inn ghatao ko mod launga mai) - (2)
kaisa manjar hai meree aankho me, kaisa ehsas hai
pas darya hai dur sehra hai, phir bhee kyu pyas hai
kadmo me jahan yeh rakhdu, mujhse aankhe char karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, tum bhee mujhse pyar karlo
aa aa aa aa aa........ - (2)
dil ne yeh kaha hai dil se, mohabbat ho gayee hai tumse
hey hey hey hey aah ha ha ha ha ha....... - (2)

meree yado me mere khwabo me roj aate ho tum
iss tarah bhala meree jan mujhe kyu satate ho tum
aa ha ha aa aa ha ha ha - (2)
ho.... meree yado me, mere khwabo me roj aate ho tum
iss tarah bhala meree jan mujhe kyu satate ho tum
teree baho se, teree raho se yun naa jaunga mai
yeh irada hai, meraa wada hai laut aaunga mai
duniya se tujhe churalu, thoda intjar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, (tum bhee mujhse pyar karlo -3)

kaise aankhe char karlu, kaise aitbar karlu
apnee dhadkano ko kaise, itna bekarar karlu
kaise tujhko dil mai dedu, kaise tujhse pyar karlu

dil ne yeh kaha hai dil se - (2)
mohabbat ho gayee hai tumse - (2)
meree jan mere dilbar, meraa aitbar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, (tum bhee mujhse pyar karlo -2)
 
 
Dhadkan Dhadkan..
Singers: Nusrat Fateh Ali Khan
 
aah aah aah aah aah.........
shehnaiyo kee sada keh rahee hai
khushee kee mubarak ghadee aa gayee hai
sajee surkh jodee me chand see dulhan
jamin peh falak se paree aa gayee hai
aah aah aah aah aah......... - (2)
aah aah aah aah aah......... aah aah aah - (2)
aah aah aah aah aah.........

(dulhe kaa sehra suhana lagta hai - 2
dulhan kaa toh dil divana lagta hai) - (2)
palbhar me kaise badalte hain rishte - (2)
abb toh har apna begana lagta hai
(dulhe kaa sehra suhana lagta hai
dulhan kaa toh dil divana lagta hai) - (2)

(sat phero se bandha janmo kaa yeh bandhan
pyar se joda hai rab ne prit kaa daman) - (2)
hain nayee rasme, nayee kasme, nayee uljhan
honth hai khamosh, lekin keh rahee dhadkan
Dhadkan Dhadkan dhadkan........ - (2)
dhadkan meree dhadkan, dhadkan teree dhadkan - (2)
dhadkan dhadkan dhadkan........ - (2)
dhadkan meree dhadkan, meree dhadkan
mushkil ashko ko chhupana lagta hai - (2)
dulhan kaa toh dil divana lagta hai
palbhar me kaise badalte hain rishte
abb toh har apna begana lagta hai
(dulhe kaa sehra suhana lagta hai
dulhan kaa toh dil divana lagta hai) - (2)

mai teree baho ke jhule me palee babul
ja rahee hu chhodke teree galee babul
mai teree baho ke jhule me palee babul - (3)
ja rahee hu chhodke teree galee babul
khubsurat yeh jamane yad aayenge
chahke bhee ham tumhe naa bhul payenge
muskhil, mushkil, mushkil daman ko churana lagta hai
dulhan kaa toh dil divana lagta hai
mushkil daman ko churana lagta hai
dulhan kaa toh dil divana lagta hai
palbhar me kaise badalte hain rishte
abb toh har apna begana lagta hai
(dulhe kaa sehra suhana lagta hai
dulhan kaa toh dil divana lagta hai) - (6)
dhadkan dhadkan dhadkan........ - (4) 

tum dil kee dhadkan me rehte ho..
Singers: Abhijeet, Alka Yagnik
 
tum dil kee dhadkan me rehte ho, tum rehte ho
tum dil kee dhadkan me rehte ho, rehte ho - (2)
meree inn sanso se kehte ho, kehte ho
baho me aa jao, sapno me kho jao
tum dil kee dhadkan me rehte ho, rehte ho

hmm hmm hmm......
divano sa hal huwa, hamko unse pyar huwa
divano sa hal huwa, hamko toh unse pyar huwa
dhire se woh pas aaye, chupke se ijhar huwa
abb naa kisise darna hai, sang jina marna hai - (2)
baho me aa jao, sapno me kho jao
tum dil kee dhadkan me rehte ho, rehte ho

hey, hey hey hey, aa ha ha......

hmm... duniya ne thukraya hai, bas tumne apnaya hai - (2)
dil ko kitna chain mila, sabne itna sataya hai
apna hai ek sapna, ek tu hee ho apna - (2)
aa aa aa aa aa aa.... sapno me kho jao
tum dil kee dhadkan me rehte ho, rehte ho
rehte ho, rehte ho

aa kya me hee kehta rahunga, aur tum kuchh bhee nahee kahogee

aa aa ha ha ha ha..... hai ru ru ru ru la la
achha laga, huh aa ha ha haa aa aa... rehte ho, rehte ho

sach** aaha haa ha ha ha kehte ho, kehte ho
baho me aa jao, sapno me kho jao
tum dil kee dhadkan me rehte ho, bas tum rehte ho
 
naa naa karte pyar hai mai kar gayee..
Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik
 
(i am in luv - 3) - (2)
naa naa karte pyar hai mai kar gayee, kar gayee, kar gayee - (2)
o tune kiya kya yad, hay mai mar gayee, mar gayee, mar gayee
naa naa karte pyar oy mai kar gaya, kar gaya, kar gaya
o tune kiya aitbar, hay mai mar gaya, mar gaya, mar gaya
naa naa karte pyar hai mai kar gayee, kar gayee, kar gayee
(i am in luv - 3) - (2)

mehkee hawaye, yeh behkee fijaye, yeh pagal sama kuchh kahe
ham hai akele aa baho me ley ley, ke jage hai arman naye
tu sine se lag ja mere, mai tujhko chupa lu kahee
yeh dhadkan meree keh rahee, ke abb dur jana nahee
sunke teree yeh bat, ankhe meree bhar gayee, bhar gayee, bhar gayee - (2)
o tune kiya kya yad, hay mai mar gayee, mar gayee, mar gayee
naa naa karte pyar hai mai kar gayee, kar gayee, kar gayee

(mai tumhe chaho, tumhiko sarahu, tumharee mai puja karu
dil toh hamesha yeh mange duwaye, ke baho me teree maru) - (2)
jamin aasman keh rahe, tu mere liye hai banee
hai kismat se hamko milee, mohabbat kee yeh roshnee
ho gayee tujhpe fida mai sulee chadh gayee, chadh gayee, chadh gayee - (2)
o tune kiya kya yad hay mai mar gayee, mar gayee, mar gayee
naa naa karte pyar oy mai kar gaya, kar gaya, kar gaya
o tune kiya aitbar hay mai mar gaya, mar gaya, mar gaya
naa naa karte pyar hai mai kar gayee, kar gayee, kar gayee
(i am in luv - 3) - (4) 



No comments:

Post a Comment