Monday, April 23, 2012

Ajnabee(2001)

 

 
 
Jab Tumhe Aashiqui Maloom Hogi... 
Singer: Kumar Sanu 
 
Jab Tumhe Aashiqui Maloom Hogi
meri Deewangi Maloom Hogi
kitni Tanhaa Hai Mohabbat Ke Bina
kitni Tanhaa Hai Mohabbat Ke Bina
tumko Yeh Zindagi Maloom Hogi
jab Tumhe Aashiqui Maloom Hogi
meri Deewangi Maloom Hogi

kaisa Dard Hota Hai Dil Ke Tut Jaane Se
aake Zara Puchcho Tum Apne Deewane Se
mera Dil Tuta Hai Mera Rab Rootha Hai 
rab Se Zyaada Tujhe Chaahun Rab Ki Kasam
jab Tumhe Bandagi Maloom Hogi
meri Deewangi Maloom Hogi
kitni Tanhaa Hai Mohabbat Ke Bina
kitni Tanhaa Hai Mohabbat Ke Bina
tumko Yeh Zindagi Maloom Hogi
jab Tumhe Aashiqui Maloom Hogi
meri Deewangi Maloom Hogi

taare Buj Jaaye Gaye Chaand Jal Jaaye Ga
par Yeh Deewana Tera Tujhko Na Bhoolega
zakhmo Ko Sina Kya Bin Tere Jeena Kya
chahoonga Main Tumhe Ab To Mar Ke Sanam
jab Tumhe Yeh Lagi Maloom Hogi
meri Deewangi Maloom Hogi
kitni Tanhaa Hai Mohabbat Ke Bina
kitni Tanhaa Hai Mohabbat Ke Bina
tumko Yeh Zindagi Maloom Hogi
jab Tumhe Aashiqui Maloom Hogi
meri Deewangi Maloom Hogi
pehli Kasam Pyaar Ki
tum Yaad Rakhna Sanam
pehla Kadam Pyar Ka
tum Yaad Rakhna Sanam
 
 
 kaun mai, ha tum..
Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik 
 
(ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai -2
dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho) - (2)
thodi si masti, thoda nasha hai, kaise batau iss dil me kya hai
koyi ada se bijali giraye, koyi najar se jadu chalaye
jana maine jana hai, too mera diwana hai
koyi anjana hai, koyi pareshan hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai -2
dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho

ho yeh husn tera katil bada hai, sara jamana iss pe fida hai
karne lagi hai rut beyimani, bachke hai rehna hamko diwani
dekho ankho ankho me, aisi mulakato me
lute koyi bato me, dekhe koyi pyar se
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho
ha tumhe tumhe tumhe ham chahte hai -2
dekho naa tumse dur jakar tumhare pas aate hai
kaun mai, ha tum, bus tum, o ho 


meri jindgi me ajnabi kaa intzar hai..
Singer(s): Sunidhi Chauhan, Kumar Sanu
 
naa chand kaa, naa taro kaa, naa phulo kaa, naa baharo kaa
naa najaro kaa, naa isharo kaa, naa apno kaa, naa begano kaa

(meri jindgi me ajnabi kaa intzar hai
mai kya karu ajnabi se mujhe pyar hai
woh ajnabi jana pehchana, sapno me usaka hai aana jana
ajnabi tere liye dil yeh mera bekarar hai) - (2)
meri jindgi me ajnabi kaa intzar hai
mai kya karu ajnabi se mujhe pyar hai

khushbuo kee gali me in hawao me dekha
maine chehra usaka dilkash fijao me dekha
(woh bekhayal karta hai, woh bada diwana hai
in labo kaa pyasa hai, dil kaa aasheekana hai) - (2)
woh ajnabi jana pehchana, sapno me uska hai aana jana
ajnabi, tere liye dil yeh mera bekarar hai
meri jindgi me ajnabi kaa intzar hai
mai kya karu ajnabi se mujhe pyar hai

abb toh usake liye hee rat bhar jagati hu
aaye ghadiya milan kee, yeh dua mangati hu
ho, (janeman mohabbat me fasla jaruri hai
dhadkane yeh kehti hai, char din kee duri hai) - (2)
(woh ajnabi jana pehchana, sapno me uska hai aana jana
ajnabi, tere liye dil yeh mera bekarar hai
meri jindgi me ajnabi kaa intzar hai
mai kya karu ajnabi se mujhe pyar hai) - (2)
 
  
Mohabbat Nam Hai Kiska...
Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik
 
oh pehli kasam pyar kee tum yad rakhna sanam
pehla kadam pyar kaa tum yad rakhna sanam
mohabbat nam hai kiska, shuru kahan se hoti hai - (2)
kiya kisne isse paida, khatam kahan pe hoti hai
mohabbat hai mann kaa, shuru ankho se hoti hai - (2)
kiya dil ne isse paida, khatam sanso pe hoti hai
yeh toh mohabbat hai, yeh hee mohabbat hai - (2)

dooniya me jab jindgi kaa nam nahee tha
ha ham tum milenge, itna mujhko yakin tha
abb ham mile hain, dur nahee jayenge
sari umar tumko hee chahenge
hey yeh wada hai wada mera
yeh toh mohabbat hai, yeh hee mohabbat hai - (2)
mohabbat nam hai kiska, shuru kahan se hoti hai
kiya kisne isse paida, khatam kahan pe hoti hai
mohabbat hai mann kaa, shuru ankho se hoti hai
kiya dil ne isse paida, khatam sanso pe hoti hai
yeh toh mohabbat hai, yeh hee mohabbat hai - (2)

lakho hasino me tumko chuna hai sanam
dooniya me tere liye hee liya hai janam
tumne yeh kehkar kya kar diya, yuhi bato bato me dil le liya
oh dhadkano me nasha hai tera
yeh toh mohabbat hai, yeh hee mohabbat hai - (2)
mohabbat nam hai kiska, shuru kahan se hoti hai
kiya kisne isse paida, khatam kahan pe hoti hai
mohabbat hai mann kaa, shuru ankho se hoti hai
kiya dil ne isse paida, khatam sanso pe hoti hai
yeh toh mohabbat hai, yeh hee mohabbat hai - (2)
 
 
mujhko nind aa rahi hai sone do..
Singer(s): Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
 
oh sone do, sone do, sone do.....
(mujhko nind aa rahi hai sone do
dil keh raha hai kuch hone do) - (2)
oh sone do, sone do, sone do.....
kuch hone do, hone do, hone do.........
mujhko nind aa rahi hai sone do
dil keh raha hai kuch hone do

ajeeb hal hai kyo jee, tera khayal hai hum hum
machal raha hai dil chhodo jee, sulag rahi hai jan jao jee
aaj mujhko kesuo me khone do, dil keh raha hai kuch hone do
oh sone do, sone do, sone do.....
kuch hone do, hone do, hone do.........

buja du batiya naa naa, karenge mastiya naa naa
yeh kaisa dard hai sanso me, yeh kaisi pyas hai ankho me
un labo se hoto ko bhigone do
dil keh raha hai kuch hone do, mujhko nind aa rahi hai sone do
oh sone do, sone do, sone do.....
kuch hone do hone do hone do hone do hone do 


mehbooba mehbooba..
Singers: Adnan Sami, Sunidhi Chauhan
 
oyla oyla oyla, oyla oyla oyla, oyla oyla oyla dil tera ab hoyla - (2)
(mehbooba mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba mehbooba
mehbooba mehbooba mehbooba mehbooba) - (2)
(tu sirf mera mehboob, main teri mehbooba
tujhe chaahegi bada khoob teri mehbooba) - (2)
mehbooba mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba mehbooba
mehbooba mehbooba mehbooba mehbooba
(main sirf tera mehboob, tu meri mehbooba
mujhe chaahegi bada khoob meri mehbooba) - (2)
mehbooba mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba mehbooba
mehbooba mehbooba mehbooba mehbooba

oyla oyla oyla, oyla oyla oyla, oyla oyla oyla dil tera ab hoyla - (2)
mehbooba mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba mehbooba
mehbooba mehbooba mehbooba mehbooba
hain jawan jawan yeh haseen samaa, aa gale laga le yaara
hai mujhe pata na teri khata, tujhe meri ada ne maara
afsana bana deewana bana main tere liye deewani
o jaane wafa hai juda juda teri meri yeh prem kahani
saason mein tu, meri baaton mein tu
koi maane nahin koi jaane nahin, tuhi pehla tuhi aakhri ajooba
tu sirf mera mehboob main teri mehbooba
tujhe chaahengi bada khoob teri mehbooba
main sirf tera mehboob tu meri mehbooba
mujhe chaahengi bada khoob meri mehbooba
mehbooba mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba mehbooba
mehbooba mehbooba mehbooba mehbooba

oyla oyla oyla oyla oyla oyla, oyla oyla oyla dil tera ab hoyla
jo dekha tujhe jo socha tujhe mera dil yeh tujhipe aaya
har khushi mili bekhudi mili jo maanga tha maine paaya
tu kahe agar oh jaane jigar tujhe sone se aaj sajaon
dil chahe karoon baahon mein bharoon tujhe taaron ki sair karaoon
mera yeh dil ab tera nahin yeh aashiqui deewangi
main tere pyaar ke sagar mein dooba
tu sirf mera mehboob main teri mehbooba
tujhe chaahengi bada khoob teri mehbooba
main sirf tera mehboob tu meri mehbooba
mujhe chaahengi bada khoob meri mehbooba
(mehbooba mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba mehbooba
mehbooba mehbooba mehbooba mehbooba) - (2)

No comments:

Post a Comment