Tuesday, April 24, 2012

Devdas(2002)

 



 
 
Cast: Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai Bachchan, Jackie Shroff 
Music Director: Ismail Darbar
 
bairee piya bada bedardee.. 
Singer(s): Shreya Ghoshal, Udit Narayan
ishh ishh.........
bairee piya bada bedardee, ishh
ho, bairee piya bada bedardee
dil kaa dard naa janey saudayee, harjayee julmee ram duhayee
kaise kahu kase kahu hai ram, dil kaa dard naa janey
naa janey, naa janey, naa janey janey janey hai
bairee piya bada re bedardee, ho ho bairee piya bada be ishh
tu dur jo tha toh pas hee tha, abb pas hai toh dur hai kyu
naa janey janey janey janey janey
tu dur jo tha toh pas hee tha, abb pas hai toh dur hai kyu
aa pas toh aa pehna bhee de yeh kangna
naa sata, abb mann bhee ley yeh kehna

kaise kahu kase kahu ram, kangna kehna naa mane
naa mane, naa mane, naa mane
yeh kangna bada bedardee, ho yeh kangna bada bedardee
kangna kehna naa mane divana, aawara sangdil ram duhayee
abb man bhee jao naa

naa naa naa naa........

tum pas toh aao naa

han han re han han
bahekee bahekee bato me teree, dhire dhire aane lagee
jugnu ne mujhse kaha aisa hai yeh teraa piya
ley hee jayega teraa jiya

ha pyaree pyaree bato peh teree, chandnee bhee hasne lagee
tare muskurane lage hawa gungunane lagee, aasman bhee jhum utha

kaise kahu, kase kahu hai ram ram ram ram.... pagla itna naa janey
naa janey, naa janey, naa janey janey janey hai
ishh, ishh...........
 
 
 
Dekho Kaise Chhalak Chhalak Chhal..
Singers: Shreya Ghoshal, Udit Narayan, Vinod Rathod
Lyricist(s): Nusrat Badr 
  
hey shishe se shisha takraye - (2), jo bhee ho anjam

o dekho kaise

arre shishe se shisha takraye, jo bhee ho anjam
o dekho kaise (chhalak chhalak chhal -2, chhalak chhalak chhalkaye re) - (2)

hey jhangh pakhawaj tashe baje, chhalke jab yeh jam
o dekho kaise, aha, aha, aha, o dekho kaise
(dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham
dhamak dhamak dhamkaye re) - (2)

shishe se shisha takraye hey hey hey hey hey hey eh eh.......

yeh madira, ha yeh madira

yeh madira toh ley aatee hai yado kee barsat
ai chhalak chhalak ke chhaltee jaye, dil ko yeh madira
ha yeh madira honto se utre, toh bole dil kee bat
hey garaj garajke dil me garje, gham ke yeh badra

dil tak jaise yeh pahaunchee aayee aayee, aayee uskee yad
uskee ek jhalak -2, mil jaye itnee hai fariyad
itnee hai fariyad, itnee hai fariyad

hey nache mira jogan banke o mere ghansham
nache mira laherake balkhake o mere ghansham
jhanana jhan, aha, aha, aha.......

o dekho kaise

(jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan
jhananana payal baje re) - (2)
pyar me tere dil yeh chahe ho jaye badnam

o dekho kaise, o dekho, o dekho
(dhidak dhidak dil, dhidak dhidak dil
dhidak dhidakta jaye re) - (2)
hey (dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham
dhamak dhamakta jaye re) - (2)
(jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan
jhananana payal baje re) - (2)

ai chhalak chhalak chhal, dhamak dhamak dham, khanak khanak khan
ai dhadak dhadak dil, jhanak jhanak jhan, dhinak dhinakta jaye re

hey shishe se shisha takraye, shishe se shisha takraye
hey shishe se shisha takraye
 
 
dola re, dola re, dola re dola...
Singers: KK, Shreya Ghoshal
Lyricist(s): Nusrat Badr
  
dola re, dola re, dola re dola
haye dola re, dola re, dola re dola

lag janey do najariya, gir janey do bijuriya
bijuriya, bijuriya, gir janey do aaj bijuriya
lag janey do najariya, gir janey do bijuriya

bandhke mai ghunghru, pehenke mai payal - (2)
ho jhumke nachungee ghoomke nachungee
dola re, dola re, dola re dola

dekho jee dekho dekho kaisee yeh jhankar hai
inkee aankho me dekho piyajee kaa pyar hai
inkee aawaj me haye kaisee thanadar hai
piya kee yado me yeh jiya bekarar hai

mathe kee bindiya me woh hai, palko kee nindiya me woh hai
tere toh tan mann me woh hai, teree bhee dhadkan me woh hai
chudee kee chhan chhan me woh hai, kangan kee khan khan me woh hai
bandhke mai ghunghru, ha pehenke mai payal
ho jhumke nachungee ghoomke nachungee
dola re, dola re, dola re dola
 
 
hamesha tumko chaha aur chaha...
Singers: Udit Narayan
Lyricist(s): Nusrat Badr
  
aayee khushee kee hai yeh rat aayee, saj dhajke barat hai aayee
dhire dhire gham kaa sagar, tham gaya aankho me aakar
gunj uthee hai jo shehnayee, toh aankho ne yeh bat batayee

hamesha tumko chaha aur chaha, aur chaha chaha chaha
hamesha tumko chaha aur chaha kuchh bhee nahee
tumhe dil ne hai puja puja puja, aur puja kuchh bhee nahee
naa naa nahee -2 nahee nahee nahee nahee
kuchh bhee nahee (ho kuchh bhee nahee - (2))

khushiyo me bhee chhayee udasee, dard kee chhaya me woh liptee
kehne piya se bas yeh aayee - (2)

jo dag tumne mujhko diya, us dag se meraa chehra khila
rakhungee mai isko nishanee banakar, mathe peh isko hamesha sajakar
o pritam -2 bin tere mere iss jivan me kuchh bhee nahee nahee nahee.....
kuchh bhee nahee

bite lamho kee yade lekar, bojhal kadmo se woh chalkar
dil bhee roya aur aankh bhar aayee, mann se aawaj hai aayee

woh bachpan kee yade, woh rishte woh nate woh sawan ke jhule
woh hasna, woh hasana, woh ruthke phir manana

woh har ek pal me dil me samaye diye me jalaye
ley ja rahee hu mai -2 ley ja rahee hu

o pritam, o pritam, bin tere mere iss jivan me
kuchh bhee nahee nahee nahee nahee nahee, kuchh bhee nahee
hamesha tumko chaha, aur chaha chaha chaha

aur chaha chaha chaha - (2)
han chaha chaha chaha, bas chaha chaha chaha
han chaha chaha chaha, (aur chaha chaha chaha -2) 


 
Kahe Chhed Chhed Mohe...
Singers:Birju Maharaj, Madhuri Dixit
maltee gundhaye kesh pyare gulgubare - (2)
mukh daminee see damakata chal matwaree
chal matwaree, chal matwaree

dhayee sham rok lai, rok lai, rok lai
dhayee sham rok lai, aur chakmaka (mukh chum lai -3)
sar se moree chunaree gayee, gayee, gayee
sar se moree chunaree gayee (sarak sarak sarak -3)

kahe chhed, chhed mohe garwa lagayee  - (2)
kahe chhed, chhed mohe
nanda ko lal aiso dhit - (2)
barbas moree laj linee, laj linee, laj linee
barbas moree laj linee
bindasham manat nahee - (2)
kase kahu mai apne jiya kee sunat nahee mayee
kahe chhed chhed mohe, ishh

dadh kee bharee matkee -3 lai jata rahee dagar bich
aahat sun -3 jiyara gayo (dhadak dhadak dhadak -3)

kahe chhede chhede chhede mohe
kar pakadata chudiya sab karkee karkee karkee karkee
kar pakadata chudiya sab karkee karkee karkee
o mayee

bindasham manat nahee - (2)

kase kahu mai apne jiya kee sunat nahee mayee
kahe chhed -3 chhed mohe
 
 
ham peh yeh kisne hara...
Singers: KK, Kavita Krishnamurthy
 
yeh kiskee hai aahat, yeh kiska hai saya
huyee dil me dastak yaha kaun aaya
ham peh yeh kisne hara rang dala
oh, ham peh yeh kisne hara rang dala
khushee ne hamaree hame mar dala, oh mar dala
mar dala ha mar dala........

ham peh yeh kisne hara rang dala
khushee ne hamaree hame mar dala
hame mar dala -2, hame
mar dala, mar dala, mar dala, mar dala

allah, allah, allah..........
naa chand hathelee par sajaya
naa taro se koyee bhee rishta banaya
naa rab se bhee koyee shikayat kee - (2)

har gham ko humne chhupaya, har sitam ko haske uthaya
kanto ko bhee gale se lagaya, aur phulo se jakhm khaya
han magar duwa me jab yeh hath uthaya
oh han magar duwa me jab yeh hath uthaya
khuda se duwa me tumhe mang dala, oh mang dala
allah mang dala allah mang dala oh

ham peh yeh kisne hara rang dala
khushee ne hamaree hame mar dala
hame mar dala -2 hame
mar dala, mar dala, mar dala, mar dala
allah, allah, allah.......
mar dala oh mar dala, mar dala ho mar dala
mar dala, mar dala, mar dala, mar dala
yeh kiskee hai aahat, yeh kiska hai saya
huyee dil me dastak, yaha kaun aaya
hey eh eh eh eh.... mm mm mm mm mm........ 


silsila yeh chahat kaa...
Singer: Shreya Ghoshal
 
mausam ne lee angdayee aayee aayee
laherake barkha phir chhayee chhayee chhayee
jhonka hawa kaa aayega, aur yeh diya bujh jayega

silsila yeh chahat kaa naa maine bujhne diya, ho o o... hm mm mm...
silsila yeh chahat kaa naa maine bujhne diya
piya yeh diya naa bujha hai, naa bujhega, meree chahat kaa diya
mere piya, abb aaja re mere piya
ho mere piya, abb aaja re mere piya
iss diye sang jal raha meraa rom rom rom aur jiya, abb aaja re mere piya
ho mere piya abb aaja re mere piya
fasla tha duree thee -2 tha judayee kaa aalam
intjar me najre thee, aur (tum wahan the -3)
jhilmilate jagmagate khushiyo me jhumkar
aur yaha jal rahe the ham - (2)
phir se badal garja hai, garaj garajke barsa hai
ghumke tufan aaya hai, par tujhko bujha nahee paya hai
o piya, yeh diya, chahe jitna sataye tujhe yeh sawan
yeh hawa aur yeh bijliya
mere piya abb aaja re mere piya
ho mere piya abb aaja re mere piya

dekho yeh paglee divanee, duniya se hai yeh anjanee
jhonka hawa kaa aayega aur iska piya sang layega

oh piya abb aaja re mere piya
silsila yeh chahat kaa naa dil se bujhne diya
oh piya, yeh diya
silsila yeh chahat kaa naa dil se bujhne diya
oh piya yeh diya
ai piya, piya, piya
 


  

No comments:

Post a Comment