Wednesday, April 25, 2012

Shubham Sloka (Lamp Lighting Sloka)

shubhaM karoti kalyaaNaM
aarogyaM dhana saMpadaa
shatrubudhdivinaashaaya
diipajyoti namoastute





Meaning:


Salute the One who is the lamplight,
that brings auspiciousness, prosperity, good health,
abundance of wealth, and the destruction of the intellect's enemy

Annapoorna Sloka (Mealtime Sloka)




Annapoorney Sadhapoorney
Shankara Praana Vallabhey
Nyaana Vairagya Sidhyartham
Bikshandehicha Paarvati


Meaning:
Oh!Lordess Annapurani,You are always a wholesome entity;
you are the most intimate consort of the Lord of Good Deeds(i.e.Lord Shiva).
I seek your grace to attain wisdom and determination to voluntarily abstain from satiating worldly desires.

Karacharana Sloka (Bedtime Sloka)

Raagam: Karaharapriya

KARACHARANA KRITHAM VAA; KAYAJAM KARMAJAM VAA;
SHRAVANA NAYANAJAM VAA; MANASAM VAA APARADHAM;
VIHITHAMA VIHITHAM VAA; SARVA MEDHA KSHAMASVAA;
JAYA JAYA KARUNABDHEY ; SHREE MAHADEVA SHAMBO





Meaning:
Oh Lord! Please forgive me for all the wrong actions that I have commited knowingly or unknowingly with my hands, feet, speech, body, ears, eyes and mind. Victory to you, Oh Lord of compassion and Mercy.

Vidyarthee Sloka

Vidyaarthee Lapthey Vidyaam;
Dhanaarthee Lapathey Dhanam;
Puthraarthee Lapathey Puthraan;
Mokshaarthee Lapathey Gathim


Meaning:





One who aspires wisdom attains it
One who aspires wealth attains it
One who aspires a son attains him and
One who aspires moksha attains it

Bollywood Stars Marriage Pics

Sharukh Khan Marrried Gauri on 25th October 1991
They have two children, son Aryan (b. 1997) and daughter Suhana (b. 2000)



                                     Ajay Devgan and Kajol were married on 24th Feb 1999.         
     They have two children, daughter Nysa (born on 20 April 2007) and son Yug (born on 13 sep 2010)

                                      Hrithik Roshan married Susane Khan in December 2000
                         The couple have two sons, Hrehaan, born in 2006 and Hridhaan born in 2008



 Bollywood superstar Amitabh Bachchan married his co-actor Jaya Bhaduri in 1973. They have two children, Shweta Nanda (married to businessman Nikhil Nanda) and actor Abhishek Bachchan, who is married to former Miss World and actress Aishwarya Rai on 20th April 2007.



Aishwarya rai pics






















Dhoom

 

 
 
Cast: Abhishek Bachchan, Uday Chopra, John Abraham, Esha Deol
Directed: Sanjay Gadhvi
Music Director: Pritam Chakraborty

dilbara Eh Dilbara...
Singers: Abhijeet, Sowmya 
 
Abhijeet:
(rum Raagta Rigiri Raagta -3 Rum) -4
dilbara Eh Dilbara, Apun Ki Tu, Apan Tera -2
tujhse Dil Lagaaun, Main Bhi Family Banaaun
ab Yehi Toh Bas Iraada Hai Mera
dilbara Eh Dilbara, Apun Ki Tu, Apan Tera -2
tujhse Dil Lagaaun, Main Bhi Family Banaaun
ab Yehi Toh Bas Iraada Hai Mera  

  
abhijeet:
saala Hai, Na Koyi Saali Hai, Kholi Hai Magar Woh Khaali Hai  

chorus:
rum Raagta Rigiri Raagta -3 Rum  

abhijeet:
saala Hai, Na Koyi Saali Hai, Kholi Hai Magar Woh Khaali Hai
sapna Hai, Na Koyi Apna Hai, Na Ghar Waali Hai
tu Akeli, Main Akela, Boondon Ka Laga Hai Mela
aake Mera Ghar Basa Zara
dilbara Eh Dilbara, Apun Ki Tu, Apan Tera -2  

sowmya:
lagta Hai Koyi Diwaana Tu, Karta Hai Haseen Bahaana Tu 

abhijeet:
rum Raagta Rigiri Raagta -3 Rum  

sowmya:
lagta Hai Koyi Diwaana Tu, Karta Hai Haseen Bahaana Tu
kaise Main Tujhe Ye Dil De Doon, Hai Anjaana Tu
kal Tujhe Bataaungi Main, Faisla Sunaaungi Main
sochne Dein Mujhko Bhi Zara  

abhijeet:
dilbara Eh Dilbara, Apun Ki Tu, Apan Tera -2
tujhse Dil Lagaaun, Main Bhi Family Banaaun
ab Yehi Toh Bas Iraada Hai Mera
dilbara Eh Dilbara, Apun Ki Tu, Apan Tera
apun Ki Tu, Apan Tera -2
 
 
dhoom machale, dhoom machale dhoom...
Singer: Sunidhi Chauhan
 
ishk ishk karna hai kar ley, ishk ishk me jee ley mar ley
ishk ishk hai sab se pyara
ishk ishk karna hai kar ley, ishk ishk me jee ley mar ley
ishk ishk naa ho dobara
ishk hee toh jindagee hai, ishk hee toh har khushee hai
ishk me khud ko bhulake jhum
dhoom machale, dhoom machale dhoom - (4)

(hota hai kya ishk hota hai kya, divano se puchh ley
yeh machalte hain kyu, hanske jalte hain kyu, parvano se puchh ley) - (2)
ishk ke din char pyare, ishk ho ek bar pyare
ishk kee parchhayiyo ko chum
dhoom machale, dhoom machale dhoom - (4)

(tanha koyee kabhee jee naa sake, sab ko yaha hai pata
bekhabar ajnabee mere dil ne jo kee
tu bhee kar ley hasin woh khata) - (2)
ishk me har pal maja hai, ishk dhadkan kaa nasha hai
ishk kee galiyo me aake ghum
dhoom machale, dhoom machale dhoom - (4)

u want more, r u sure, ok 1 2 3 4
ishk ishk karna hai kar ley, ishk ishk me jee ley mar ley
ishk ishk hai sab se pyara
ishk ishk karna hai kar ley, ishk ishk me jee ley mar ley
ishk ishk naa ho dobara
hana, hshk hee toh jindagee hai, ishk hee toh har khushee hai
ishk me khud ko bhulake jhum
dhoom machale....
dhoom machale, dhoom machale dhoom - (3) 


Dhadkan






Cast: Akshay Kumar, Suneel Shetty, Shilpa Shetty, Mahima Choudary

Music Director(s): Nadeem-Shravan
 
aksar iss duniya me..
Singers: Alka Yagnik
Lyricist(s): Sameer
 
hey hey eh hey hey eh hey eh hey.......
hey hey eh hey hey aa ha aa ha.........
(aksar iss duniya me anjane milte hain -2
anjanee raho me milke kho jate hain
lekin hamesha woh yad aate hain) - (2)
aksar iss duniya me.........

(aankho se bat hotee hai, dhadkan bhee sath hotee hai
koyee naa samjhe yeh ishk kee juban) - (2)
du ru ru ru ru ru.........
dhire dhire se woh dil me bas jate hain - (2)
choree choree se woh dil ko churate hain
phir ek din woh bichhad jate hain
aksar iss duniya me.........

(yeh dil toh pyar mange hai, saccha dildar mange hai
janey mohabbat mile kisse kaha) - (2)
du ru ru ru ru ru.........
jab aisee rato me divane milte hain - (2)
najre takratee hain, phir dil dhadakte hain
chahat ke afsane ban jate hain
aksar iss duniya me, duniya me, duniya me
anjane milte hain, milte hain, milte hain
anjanee raho me milke kho jate hain
lekin hamesha woh yad aate hain - (4)
han aksar iss duniya me
aah aah aah aah aah.........


dil ne yeh kaha hai dil se...
Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist(s): Sameer
 
dil ne yeh kaha hai dil se, mohabbat ho gayee hai tumse
dil ne yeh kaha hai dil se - (2)
mohabbat ho gayee hai tumse - (2)
meree jan mere dilbar, meraa aitbar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, tum bhee mujhse pyar karlo
dil ne yeh kaha hai dil se aa aa aa aa aa......
mohabbat ho gayee hai tumse aa aa aa aa aa.....
meree jan mere dilbar, meraa aitbar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, tum bhee mujhse pyar karlo
aa aa aa aa aa........ - (2)
dil ne yeh kaha hai dil se, mohabbat ho gayee hai tumse

(tum jo kehdo toh chand taro ko tod launga mai
inn hawao ko, inn ghatao ko mod launga mai) - (2)
kaisa manjar hai meree aankho me, kaisa ehsas hai
pas darya hai dur sehra hai, phir bhee kyu pyas hai
kadmo me jahan yeh rakhdu, mujhse aankhe char karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, tum bhee mujhse pyar karlo
aa aa aa aa aa........ - (2)
dil ne yeh kaha hai dil se, mohabbat ho gayee hai tumse
hey hey hey hey aah ha ha ha ha ha....... - (2)

meree yado me mere khwabo me roj aate ho tum
iss tarah bhala meree jan mujhe kyu satate ho tum
aa ha ha aa aa ha ha ha - (2)
ho.... meree yado me, mere khwabo me roj aate ho tum
iss tarah bhala meree jan mujhe kyu satate ho tum
teree baho se, teree raho se yun naa jaunga mai
yeh irada hai, meraa wada hai laut aaunga mai
duniya se tujhe churalu, thoda intjar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, (tum bhee mujhse pyar karlo -3)

kaise aankhe char karlu, kaise aitbar karlu
apnee dhadkano ko kaise, itna bekarar karlu
kaise tujhko dil mai dedu, kaise tujhse pyar karlu

dil ne yeh kaha hai dil se - (2)
mohabbat ho gayee hai tumse - (2)
meree jan mere dilbar, meraa aitbar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho, (tum bhee mujhse pyar karlo -2)
 

Tuesday, April 24, 2012

Devdas(2002)

 



 
 
Cast: Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai Bachchan, Jackie Shroff 
Music Director: Ismail Darbar
 
bairee piya bada bedardee.. 
Singer(s): Shreya Ghoshal, Udit Narayan
ishh ishh.........
bairee piya bada bedardee, ishh
ho, bairee piya bada bedardee
dil kaa dard naa janey saudayee, harjayee julmee ram duhayee
kaise kahu kase kahu hai ram, dil kaa dard naa janey
naa janey, naa janey, naa janey janey janey hai
bairee piya bada re bedardee, ho ho bairee piya bada be ishh
tu dur jo tha toh pas hee tha, abb pas hai toh dur hai kyu
naa janey janey janey janey janey
tu dur jo tha toh pas hee tha, abb pas hai toh dur hai kyu
aa pas toh aa pehna bhee de yeh kangna
naa sata, abb mann bhee ley yeh kehna

kaise kahu kase kahu ram, kangna kehna naa mane
naa mane, naa mane, naa mane
yeh kangna bada bedardee, ho yeh kangna bada bedardee
kangna kehna naa mane divana, aawara sangdil ram duhayee
abb man bhee jao naa

naa naa naa naa........

tum pas toh aao naa

han han re han han
bahekee bahekee bato me teree, dhire dhire aane lagee
jugnu ne mujhse kaha aisa hai yeh teraa piya
ley hee jayega teraa jiya

ha pyaree pyaree bato peh teree, chandnee bhee hasne lagee
tare muskurane lage hawa gungunane lagee, aasman bhee jhum utha

kaise kahu, kase kahu hai ram ram ram ram.... pagla itna naa janey
naa janey, naa janey, naa janey janey janey hai
ishh, ishh...........
 
 
 
Dekho Kaise Chhalak Chhalak Chhal..
Singers: Shreya Ghoshal, Udit Narayan, Vinod Rathod
Lyricist(s): Nusrat Badr 
  
hey shishe se shisha takraye - (2), jo bhee ho anjam

o dekho kaise

arre shishe se shisha takraye, jo bhee ho anjam
o dekho kaise (chhalak chhalak chhal -2, chhalak chhalak chhalkaye re) - (2)

hey jhangh pakhawaj tashe baje, chhalke jab yeh jam
o dekho kaise, aha, aha, aha, o dekho kaise
(dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham
dhamak dhamak dhamkaye re) - (2)

shishe se shisha takraye hey hey hey hey hey hey eh eh.......

yeh madira, ha yeh madira

yeh madira toh ley aatee hai yado kee barsat
ai chhalak chhalak ke chhaltee jaye, dil ko yeh madira
ha yeh madira honto se utre, toh bole dil kee bat
hey garaj garajke dil me garje, gham ke yeh badra

dil tak jaise yeh pahaunchee aayee aayee, aayee uskee yad
uskee ek jhalak -2, mil jaye itnee hai fariyad
itnee hai fariyad, itnee hai fariyad

hey nache mira jogan banke o mere ghansham
nache mira laherake balkhake o mere ghansham
jhanana jhan, aha, aha, aha.......

o dekho kaise

(jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan
jhananana payal baje re) - (2)
pyar me tere dil yeh chahe ho jaye badnam

o dekho kaise, o dekho, o dekho
(dhidak dhidak dil, dhidak dhidak dil
dhidak dhidakta jaye re) - (2)
hey (dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham
dhamak dhamakta jaye re) - (2)
(jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan
jhananana payal baje re) - (2)

ai chhalak chhalak chhal, dhamak dhamak dham, khanak khanak khan
ai dhadak dhadak dil, jhanak jhanak jhan, dhinak dhinakta jaye re

hey shishe se shisha takraye, shishe se shisha takraye
hey shishe se shisha takraye
 
 
dola re, dola re, dola re dola...
Singers: KK, Shreya Ghoshal
Lyricist(s): Nusrat Badr
  
dola re, dola re, dola re dola
haye dola re, dola re, dola re dola

lag janey do najariya, gir janey do bijuriya
bijuriya, bijuriya, gir janey do aaj bijuriya
lag janey do najariya, gir janey do bijuriya

bandhke mai ghunghru, pehenke mai payal - (2)
ho jhumke nachungee ghoomke nachungee
dola re, dola re, dola re dola

dekho jee dekho dekho kaisee yeh jhankar hai
inkee aankho me dekho piyajee kaa pyar hai
inkee aawaj me haye kaisee thanadar hai
piya kee yado me yeh jiya bekarar hai

mathe kee bindiya me woh hai, palko kee nindiya me woh hai
tere toh tan mann me woh hai, teree bhee dhadkan me woh hai
chudee kee chhan chhan me woh hai, kangan kee khan khan me woh hai
bandhke mai ghunghru, ha pehenke mai payal
ho jhumke nachungee ghoomke nachungee
dola re, dola re, dola re dola
 
 

Ghagras for Kids-2